Dil main jo chubti hain
yaadein voh pyaari hain
jisse hum haq se
kehte the humari hai.....
Par jane kya hua
ye dooriyan aye
aur pal bhar main
kargayein yaadon ko paraye.....
Abhi bhi in siskiyon main
kahin hai voh yaadein
jo chukar dil ko
zakhm taza kardein.....
Puchti hun tumse
ye kyun hua
ki ab main yahan hun
aur humari dosti kahan.....